Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBeena Roy
HomeBeena Roy
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khol aankhen apni khwab e naaz se jaag mere pyaar ki aawaz se zindagi betaab hai tere liye aa gale lag jaa ussi andaaz se muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti ye keh do maut se jaa kar ke ik deewana kehta hai ye keh do ke deewana kehta hai koi deewana kehta hai meri ruhein muhabbat mujh se pehle mar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti chali aa o meri jaane tamanna dil ki mehfil mein chali aa chali aa chali aa chali aa dil ki mehfil mein meri jaan dil ki mehfil mein tu mujhse door ho ulfat gawaara kar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti chali aa chali aa chali aa chali aa chali aa
dil ki lagi hai kya ye kabhi dil lagaa ke dekh aansun bahaa ke dekh kabhi muskuraa ke dekh parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun parwaana jal raha hai magar jal raha hai kyun ye raaz jaananna hai to khud ko jala ke dekh mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai ik shola hai jo seene mein chhupaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar daag e dil daag e jigar daag e tamanna le kar maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai maine veeran bahaaron ko sajaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh hai zamaana jise betaab mitaane ke liye hai zamaana jise betaab mitaane ke liye maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai maine uss yaad ko seene se lagaa rakha hai mujhse mat poochh mere ishq mein kya rakha hai mujhse mat poochh dekhne waaleeeee dekhne waale mujhe dard e muhabbat ki kasam dekhne waale
zindagi bebas huyi hai bekasi kaa saath hai ek hum hain iss kafas mein yaa khuda ki zaat hai oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de manzil pe kyun loota hai manzil pe kyun loota hai har caarwaan khushi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki hota hai maut hi to hota hai maut hi to anjaam zindagi ka oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi
so jaa so jaa so rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi bhor bhaye udd jaana hai aaj to so le sukh ki nindiya aaj to so le sukh ki nindiya kal kahin aur thikaana hai rain bhayi so ja re panchi bhor bhaye udd jaana hai rain bhayi so ja re panchi ye basant ye sundar kaliyaan ye basant ye sundar kaliyaan rang birangi ye rang raliyaan rang birangi ye rang raliyaan apna man behlane ko ye sapna bada suhana hai rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi samjh are jeewan ki bhasha samjh are jeewan ki bhasha asha mein bhi chhipi niraasha asha mein bhi chhipi niraasha jeevan bhar ka rona hai aur pal bhar ka muskana hai rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi is nagari ki reet hai jhoothi meet hai jhootha preet hai jhoothi is nagari ki reet hai jhoothi meet hai jhootha preet hai jhoothi laut ke panchhi is nagari mein laut ke panchhi is nagari mein tujhko kabhi na aana hai tujhko kabhi na aana hai
aaaa sun le mere dil ki pukaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan dil ka tadapna kaise dikhayen kaise dikhaayen kadmon mein gir kar aansoo bahaayen aansoo bahaayen aaa rone laga mera singaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan kehta nahin kuchh dil bhi humaara dil bhi humaara sharm o haya se chup hai bechaara chup hai bechaara aaaa aansoo kare tujhpe nisaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko khizaan mere saajdaar e dil chala chhod ke kahaan soona soona hai jahaan aankhon ki neendein le ke chala tu le ke chala tu dard e mohabbat de ke chala tu de ke chala tu aaaa kaise hoga ye intezaar sun le mere dil ki pukaar soona soona hai jahaan de ke pyaar ko
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai taj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai do mohabbat bhare dil saath dhadakte ho jahaan sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
aaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai kaise naadan hai sholon ko hawaa deten hain kaise naadan hai hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain jaan jaaye ke rahe baat nibhaa dete hain jaan jaaye aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole hum mohabbat se mohabbat kaa seela dete hain hum mohabbat se takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai ishq waale to khudaayi bhi loota dete hain ishq waale humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa aap ab shauk se de le jo sazaa dete hain zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Muhabbat Zinda Rehti Hai Changez Khan (1957) 04:28 31099
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Nath, Beena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 31099   

Mujhse Mat Poochh Anarkali (1953) 04:09 12675
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:09   Song Number : 12675   

Oh Aasmaan Waale Anarkali (1953) 04:03 12676
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:03   Song Number : 12676   

Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 03:15 12236
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:15   Song Number : 12236   

Rain Bhayi So Ja Re Panchhi Ram Rajya (1967) 04:52 38064
 
Poster of Ram Rajya (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:52   Song Number : 38064   

Sun Le Mere Dil Ki Pukar (Suna Suna Hai Jahan) Aurat (1953) 04:08 40626
 
Poster of Aurat (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:08   Song Number : 40626   

Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 08:14 21458
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 08:14   Song Number : 21458   

Zindagi Pyaar Ki Do Chaar Anarkali (1953) 03:04 12677
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Des
Duration : 03:04   Song Number : 12677   

Zurm E Ulfat Pe Humen Taj Mahal (1963) 03:32 14312
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 14312   
Karaoke Songs of beena roy, Sad Songs of beena roy, Love Songs of beena roy, Dance Songs of beena roy, Hip-hop songs of beena roy, Best songs of beena roy, Super hit songs of beena roy, hit songs of beena roy, duet songs of beena roy, solo songs of beena roy, old songs of beena roy, famous songs of beena roy, Hindi Karaoke Songs of beena roy, Hindi Sad Songs of beena roy, Hindi Love Songs of beena roy, Hindi Dance Songs of beena roy, Hindi Hip-hop songs of beena roy, best Hindi songs of beena roy, super hit Hindi songs of beena roy, hit Hindi songs of beena roy, duet Hindi songs of beena roy, solo Hindi songs of beena roy, old Hindi songs of beena roy, famous Hindi songs of beena roy, Sing Along Songs of beena roy, Sing Along Sad Songs of beena roy, Sing Along Love Songs of beena roy, Sing Along Dance Songs of beena roy, Sing Along Hip-hop songs of beena roy, Sing Along Best songs of beena roy, Sing Along Super hit songs of beena roy, Sing Along hit songs of beena roy, Sing Along duet songs of beena roy, Sing Along solo songs of beena roy, Sing Along old songs of beena roy, Sing Along famous songs of beena roy